Rich Dad and Poor Dad story hindi me | Hear status

Rich dad Poor dad story sort story 

Aaj mai aapko rich dad aur poor dad ki 3 important bat par Focus karege mujhe pura yakin hai ki aap is kahani ko padh kar apne jivan me paiso ke physiologic ko Samjh payege .
Rich dad ka kahna hai hame paise ke liye kam nhi karna chahiye .
Aur vahi poor dad kahna hai ki hame paiso ke liye kam karna chahiye .
Rich dad ka kahna hai ki hame kabhi bhi pahle kharche aur bad me saving nhi karni chahiye 
Kyuki rich dad kahte hai ki 
Pahle aap saving kar le aur jitni aapke kharche ki jarurat ho utne paise nikal ke turant saving me dal do aur jaha tak ho sake vaha tak apne save kiye hue paiso ko kabhi na nikale .
Poor dad kahte hai ki hame bahut sari padhai karni chahiye aur ak sarkari naukari karni chahiye jisase hamare jivan me ak permanent job ho aur hame ak fix income har mahine aani chahiye .
Rich dad ka kahna hai ki hame padhai bahut si karni chahiye magar naukari karne ke liye nhi balki business karne ke liye 
Kyuki mera kahna hai ki paise mere liye kam karte hai kyuki mai paiso ko jee tod mehnat karvata hu aur paise mujhe paise kama ke dete hai .
Aapko sunane me thoda ajeeb lag raha hoga ki paise hamare liye kaise kam kar sakte hai to mai aapko kuchh example se samjhaana chahuga .
Jab bhi ham koi land ya plot kharidte hai aur jab usko ham bechte hai to hame jyada kimat milti hai aur vahi share market me jab ham paisa invest karte hai to hame kuchh na kuchh return jarur milta hai .
Ab yaha sochne ki jarurat hai ki hamne bas invest kiya aur hame hamare paise badh ke mile yaha maine kuchh nhi kiya balki paiso ne hamare liye kam kiya .
Usi tarah poor dad ka kahna hai ki ham jab tak ham kam nhi karege tab tak paise nhi aayege  .

Poor dad jab bhi kuchh nyi car dekhte to vo ak bat kah kar tal tal dete ki hame ise kharidne ke liye paise nhi hai aur ham ye car kabhi nhi kharid skate hai .
Vahi rich dad kahte hai jo chij dekho use pane ki jid karo kyuki jab ham kisi chij ko pane ke tarike khojte hai to hamara dimag kam par lag jata hai jisase hamara dimag pahle se bhi jyada tej kam karega aur vahi poor dad ye kah kar apne dimag ko kam par jor nhi lagate hai ki ye hamare bas ka nhi hai ham ise nhi le sakte hai .



Agar aap aur bhi rich banane ke bare me janana chahte hai to comment me likh de mai ak aur motivation story aur theory leke aauga

Ye post aapko pasand aayi ho to like kar do aur apne dosto me share karo taki log rich banane ke is paheli ko jan paye 

Post a Comment

0 Comments