Bihar ka itihas hindi me
Bihari itihaas ke liye prasiddh hai Bihar ka itihaas Apne andar mahan santon aur gyaniyon ki Katha samete hue hain is jagah ka naam Bihar kyon hai iska itihaas is jagah per sabhi Sadhu sant log vihar karne aate the usi Karan se jagah ka naam Bihar
Aaj Bihar ki saksharta bhale hi Anya rajyon se kam hai Bihar ka itihaas Aisa bilkul nahin tha yahan tak ki Bihar ek Aisa sthan tha jahan Bharat ki purani vishwavidyalay Nalanda vishwavidyalay yahin per tha Bihar ki Dharti per hi Gautam Buddh ne janm liya per janme Chanakya aryabhatt Jaise mahan vidwan ne apni Vidya aur Gyan se pure desh ko ek Sahi Marg per chalna sikhaya jis samay mein aam log Shiksha ko Apne jivan mein samahit hone mahatva nahin dete the use samay Bihar ke Patliputra Nagar Shiksha ka Kendra hua Karta tha doston Bihar ka itihaas Samrat Ashok Azad Shatru aadi ke janm se juda hai
Aaj bhi yahan ke bacche Bharat ki Sabse badi parikshaon mein apna sthan banate hain aur naukari pakar sabit kar dete Hain ki Bihar ke itihaas cal bhi sunhare aksharon mein likha gaya tha aur aaj bhi aise hi likha jaega sab jante Hain ki Bihar ke log apni buddhi ka Loha pure Vishva mein banva chuke hain per yahan per kuchh pichhade ilake bhi hai Jo धीरे-धीरे viksit ho rahe hain yahan ka itihaas ka vivaran aadi kal se pure Bharat mein prasiddh hai
Ham jante Hain ki kis kal mein Bihar ka itihaas Raha Bihar ka itihaas aadikal se bhi Purana hai Aisa Mana gaya hai ki aadikal mein purane granthon mein Bihar ke Kai kshetra ka vivaran milta hai jismein Patliputra Mithila Magadh aadi Shamil hai Sabse pahle ham baat karte Hain Bhagwan Shri Ram ke kal ki Aisa Mana jata hai ki Mata Sita Jo Shri Ram ki patni thi unka janm Bihar ke Sitamarhi jila mein hua tha aage kal mein Bihar mein 563 isvi purv jab Gautam Buddh ka janm hua AVN 35 varsh ki aayu mein unhen Bihar ke Bodhgaya mein Gyan ki prapti Hui use samay Bihar ek ganatantra rajya tha is kal mein 1000 varshon Tak Bihar pure Bharat mein Sanskriti aur Shiksha ekmatra Kendra tha yahan per Azad Shatru vimi Sadh Jaise Raja the jinhone pure Magadh per shasan Kiya
Aage chalkar Magadh itna shaktishali rajya ban gaya ki iski seemaen nand Nagar se lekar Punjab Tak apna samrajya faila Diya tha bad mein yah Samrat Modi samrajya kiye hath mein chala Gaya inhone Magadh ko Apne shasan Kendra banaya Rakha
Ab ham baat karte hain Bihar ke Madhya kal ki madhyakal Bihar ke liye achcha nahin tha kyunki use samay mugalon ka shasan tha iske 12 vi sadi mein Na jaane kitne baudh bhikshuon ka nasanhar Kiya aur Kai vishwavidyalay Ko nasht Kiya uske bad mahan shasak Sher Shah Suri ne jab yahan apna rajya sthapit Kiya tab unhone Patna Ko ek Naya jivan dene ke liye Apna mukhyalay banaya
Jab mugalon ki Shakti धीरे-धीरे chhe hone lagi tab yahan Bangal ke navab ne yahan ka shasan sambhala jinhone yahan ki Janata se bahut karj vasula isiliye yah kal Bihar ke liye achcha nahin Raha.
Aage ham baat karte hain Bihar ke beti samrajya kal ke bare mein baksar ki ladai ke bad bhag Daud vidhi samrajya ke hathon mein chala Gaya unhone Patna ko vyaparik Kendra banaya tha Bangal presidency British rajya presidency British rajya ka hissa Bane aur Bihar aur udisa ek alag prant ban gaya iske bad Patna naye rajya ki rajdhani ke roop mein Bihar mein bahut sare acche karya bhi kiye Gaye angrejon ne Patna mein Kai college banvae jismein Patna college Patna vigyan college Bihar College of engineering Prince of Wales medical College or Bihar pashu chikitsa college Jaise Kai shaikshnik sansthanon aati hai 1935 mein Bihar udisa ke alag rajya mein punargathan kiya Gaya British rajya mein Bihar ki rajdhani ke roop mein Raha.
Doston is samay jab 1942 mein Mahatma Gandhi ne Bharat chhodo aur asahyog aandolan chalayen to usmein bhi yahan ke log badh chadhkar bhag liya aur 1946 mein Bihar ki pahli cabinet mantri jismein Shri Krishna Singh Pratham mukhymantri bane aur anugrah Narayan Sinha Pratham upmukhymantri bane
Bihar mein Shiksha arthvyavastha rahan sahan aur vyavsay
Ab ham Bihar se Jude kuchh tathya Jaise Shiksha arthvyavastha Bhasha aur Sanskriti ke bare mein janenge Shiksha ki baat karen to vaise to itihaas mein Bihar shiksha ka Kendra hua Karta tha per bich mein yahan ki sthiti aisi Ho gai ki yahan Shiksha mein Bhari giravat I aur ab fir se ismein dhire sudhar aane lagi hai yahan prathmik vidyalay Madhya vidyalay Anya vidyalay mein sudhar a rahe hain aur yahan Kai mahavidyalay aur aur research center khole gaye hain asha hai ki Bihar ka Shiksha star ab धीरे-धीरे sudhar jaega
Ab baat karte hain arthvyavastha ke bare mein yahan per krishi ekmatra sadhan hai jisse yahan ke adhikansh log apna jivan chalate Hain iske alava yahan Kai udyog ke nahin hai Jaise banduk karkhana cigaret karkhana Jaise bahut sare karkhane khole gaye hain asha Karta Hun ki yah artical histry off Bihar ine Hindi Bihar ka itihaas Hindi mein aapko bahut pasand aaya hoga yadi aapke pass bhi kuchh jankari hai to humne upar artical mein nahin likha hai ya humse chhut gaya hai to aap use jankari ko niche comment box mein likh sakte hain main aapke comment ko padhakar use Apne artical mein add karne ki koshish karunga .
Agar yah artical aapko pasand aaya Ho to aap mere is artical ko WhatsApp aur Facebook per jarur share Karen pura artical padhne ke liye aapka bahut dhanyvad Ishwar aapka din Shubh Karen.
0 Comments